10 questions
Gurudakshina samast padd ka vigrah
Guru ki dakshina
Guru ke liye dakshina
Guru ko di gayi dakshina
Guru aur dakshina
Par ke aadhin ka samast padd hai
Paradhin
Paraadhin
Paaraadhin
Parodhin
Kis padd mein tatpurush samas hai
Adhpaka
Aamaran
Chakradhar
Jaldhaara
Kis samast padd mein karmdharya samas hai
Vanvaas
Aajanm
Aapbeeti
Kaalimirch
Akaalpeedit samast padd ka vigrah hai
Akaal ka peedit
Akaal se peedit
Akaal ke liye peedit
Akaal ko peedit
Kamal ke saman Charan ka samast padd hai
Charan rupi kamal
Charan–Kamal
Kamal–Charan
Kamal rupi charan
Nimn mein se kis samast padd mein tatpurush samas hai
Lauhpurus
Manmayur
Rasoighar
Dehlata
Pustakalaya ka samast padd hai
Pustak aur aalaya
Pustak ke liye aalaya
Pustak ka aalaya
Pustak se aalaya
Deshaantar mein kaun sa samas hai
Dvigu
Tatpurush
Bahuvrihi
Dwand
'Dev Jo mahaan hai' yah kaun se samas ka udaaharan hai
Karmdharya
Bahuvrihi
Avyayibhav
Tatpurush