No student devices needed. Know more
10 questions
Janabe Ali Akbar(as) ki wiladat kab hui
6 shaban
4 shaban
10 shaban
5 shaban
Janabe Ali Akbar (as) ki kis shaher me wiladat hui?
Kufa
Basra
Madina
Iran
J Ali Akbar (as) ke walid ka kya naam tha
Imam Hussain(as)
Imam Hasan(as)
Imam Sajjad(as)
H. Abbas (as)
J. Ali Akbar ki Waalida ka kya naam tha
Janabe umme Farwa
Janab Layla
Janabe Rabab
Janabe Zainab(sa)
Janabe Ali Akbar(as) Soorat aur Seerat me kisse mushabehat rakhte the?
H Hamza
H Mohammad e Mustafa (sawa)
Imam Ali(as)
Imam Hussain(as)
Imam Hussain(as) ne Roze Ashur sab se phele Kisse bheja tha maidaan e karbala mein shaheed hone ke liye?
J Qasim(as)
J Abbas(as)
J Ali Akbar(as)
J Aun o Mohammad(as)
Janabe Zainab(sa) ne apne bhai Imam Hussain (as) se kis farsand ko manga tha
J Sakina(sa)
J Sughra(sa)
J Ali Asgar(as)
J Ali Akbar(as)
Subh e ashoor azaan kisne di thi?
J Habib
J Jaun
J Zohair
J Ali Akbar
Wo kon si khususiyaat hai jo hum Janabe Ali Akbar (as) ki zindagi se apna sakte hai?
Ilm.
Sakhawat
Shujaat
Ye sab.
"Jab hum haq par hai to parwah nahi k Hum maut se jaa mile ya maut Hum se aa mile" ye jumle karbala me kisne farmaya tha?
Janabe kasim (as)
Janabe Hurr (as)
Imam Hussain (as)
Janabe Ali Akbar (as)
Explore all questions with a free account